Yeh Nahoosat Shaairy Yeh Nahoosat Shaairy Jis Kalmoohi ka Naam HaiYeh nahoosat shaairYeh nahoosat shaairy jis kalmoohi ka naam haiMujh se poochhen, yeh nikhatoo mardoo-on ka kaam haiMain gai choolhe mein, hulia dekhieye apna zaraJaise khud rau ghaas ho, khat istarah se hai barhaJaise koi qaidi jo kaate koi lambi si sazaMarhaba, ai shaair-e-rangeen bayaan, sad marhabaBhaar mein jaaey yeh teri shaairy, yeh tera funTu agar mera nahin banta na ban, apna tau ban
Taash Ke Patto Se Mahal Nahi BantaTaash ke patto se mahal nahi banta,Nadi ko rokkar samandar nhi banta,Badhte raho jindgi ke raahon pe kyu ki,Ek jeet se koi sikandar nahi banata
Banta: What is the difference between the 'Fauji' way of doing things and 'Babudom'Banta: what is the difference between the 'fauji' way of doing things and 'babudom'Santa: fauji - surgicaBabu - sir ji, kal
Santa: I think Kamal will have BJP as his symbolSanta: i think kamal will have bjp as his symbolBanta: whySanta: why not? doesn't bjp have kamal as its symbol
Yeh Nahoosat ShaairyYeh nahoosat shaairYeh nahoosat shaairy jis kalmoohi ka naam haiMujh se poochhen, yeh nikhatoo mardoo-on ka kaam haiMain gai choolhe mein, hulia dekhieye apna zaraJaise khud rau ghaas ho, khat istarah se hai barhaJaise koi qaidi jo kaate koi lambi si sazaMarhaba, ai shaair-e-rangeen bayaan, sad marhabaBhaar mein jaaey yeh teri shaairy, yeh tera funTu agar mera nahin banta na ban, apna tau banTranslationShaair-e-rangeen bayaan: golden voic
Dekha Hua Sa Kuch Hai To Socha Hua Sa KuchDekha hua sa kuch hai to socha hua sa kuchHar waqt mere saath hai uljha hua sa kuchHota hai yun bhi rasta khulta nahi kahinJungle sa phail jata hai khoya hua sa kuchSahil kee geeli ret par bachhon ke khel saHar lamha mujh mein banta bikharta hua sa kuchFursat ne aaj ghar ko sajaya kuch is tarahHar shay se muskurata hai rota hua sa kuchDhundhli si ek yaad kisi qabar ka diyaAur mere aas-paas chamakta hua sa kuch